yeh ladka hai allah

yeh ladka hai allah lyrics

Poster yeh ladka hai allah

yeh ladka hai allah

lyrics/Album : Kabhi Khushi Kabhie Gham...
Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Dance
Language Hindi
Album Kabhi Khushi Kabhie Gham...
Poster yeh ladka hai allah
play
Lyrics

banno ki mehndi kya kehna

banno ka joda kya kehna

banno lage hai

phoolon ka gehna

banno ki aankhen kajrari

banno lage sabse pyaari

banno pe jaaon

main vaari vaari


ho..

banno ki saheli resham ki dori

chhup chhup ke sharmaaye

dekhe chori chori

banno ki saheli resham ki dori

chhup chhup ke sharmaaye

dekhe chori chori

yeh maane ya na maane

main to ispe mar gaya

yeh ladki haay allah

haay haay re allah

yeh ladki haay allah

haay haay re allah


babul ki galiyaan

na chad ke jaana

paagal deewana isko samjaana

babul ki galiyaan

na chad ke jaana

paagal deewana isko samjaana

dekho ji dekho yeh

to mere peeche pad gaya

yeh ladka haay allah

haay haay re allah

yeh ladka haay allah

haay haay re allah


lab kahe na kahe

bolti hai nazar

pyaar nahin chhupta

yaar chhupaane se

pyaar nahin chhupta

yaar chhupaane se

roop ghoonghat mein

ho to suhana lage

baat nahin banti

yaar bataane se


yeh dil ki baatein

dil hi jaane ya jaane khuda

yeh ladki haay allah

haay haay re allah

yeh ladka haay allah

haay haay re allah


mangne se kabhi

haath milta nahin

jodiyaan banti

hai pehle se sabki

jodiyaan banti

hai pehle se sabki

oh leke baaraat

ghar tere aaunga main

meri nahin yeh

marzi hai rab ki

are ja re ja yun jhooti

muthi baatein na bana

yeh ladka haay allah

haay haay re allah

yeh ladka haay allah

haay haay re allah


banno ki saheli resham ki dori

chhup chhup ke sharmaaye

dekhe chori chori

babul ki galiyaan

na chad ke jaana

paagal deewana isko samjaana

yeh maane ya na maane

main to ispe mar gaya

yeh ladki yeh ladki haay

allah haay haay re allah

yeh ladka haay allah

haay haay re allah

yeh ladki haay allah

haay haay re allah

yeh ladka haay allah

haay haay re allah.

Yeh Ladka Hai Allah Lyrics Meaning

Yeh Ladka Hai Allah is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & Udit Narayan. The song belongs to Kabhi Khushi Kabhie Gham... and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.

Frequently Asked Questions

Who sang Yeh Ladka Hai Allah?

Yeh Ladka Hai Allah is sung by alka yagnik & udit narayan.

Which album contains Yeh Ladka Hai Allah?

Yeh Ladka Hai Allah belongs to the album Kabhi Khushi Kabhie Gham....

What language is Yeh Ladka Hai Allah?

Yeh Ladka Hai Allah is a hindi song.

Can I read Yeh Ladka Hai Allah lyrics online?

Yes, you can read the complete lyrics of Yeh Ladka Hai Allah online on ASOM Lyrics.

Where can I find more songs by alka yagnik & udit narayan?

You can browse more lyrics by alka yagnik & udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Disclaimer: ASOM Lyrics provides song lyrics for educational, informational and personal use purposes only. All song lyrics, artist names, album names and related trademarks belong to their respective owners.

Copyright Notice: If you are a copyright owner or authorized representative and believe that any content on this website infringes your rights, please contact us through our DMCA page. We will review and take appropriate action promptly.