| Singer | Shaan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Marigold |
yeh pyaar kya hai
yeh ek dhanak hai
saaton rango ki
ismein jhaalak hai
phela rang hai suno kaisa
saamne aaye koi esha
dil kahe khwaabon mein
isko to hi dekha tha
dil kahe khwaabon mein
isko to hi dekha tha
dosra rang pyaar ka
phele se gehra zara
badhti jitni kashish hai
hoti utni khalish hai
kuch din rehta hai yehi silsila
aage armaaano ka
rang hai tesraaa
umm aage armaaano
ka rang hai tesraaa
chautha rang iqkraar ka
paanchwa intezaaar ka
aur woh rang jo chata hai
sapno ki woh ghata hai
har pal rehta hai
woh khoya hua
saathwan rang kar
deta hai deewana
saathwan rang kar
deta hai deewana haan
yeh pyaar kya hai
yeh ek dhanak hai
saaton rango ki
ismein jhaalak hai
hey hey hey ooo
oooo hey hey hey.
Yeh Pyaar Hai Kya is a popular hindi song performed by Shaan. The song belongs to Marigold and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yeh Pyaar Hai Kya is sung by shaan.
Yeh Pyaar Hai Kya belongs to the album Marigold.
Yeh Pyaar Hai Kya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yeh Pyaar Hai Kya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shaan and discover related songs on ASOM Lyrics.