| Singer | Neeti Mohan |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Yaara Silly Silly |
yun hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
yun hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
suljhaane de in uljhanon ko
saari shaitaani aajma le
meri adaa mein tu naha le
ab to mujhe apna bana, haye!
yun hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
khili khili, rangili, nasheeli hoon
main raja hari bhari
choo le mujhe yahan se, wahan se
milegi masti har kahin
khili khili, rangili, nasheeli hoon
main raja hari bhari
choo le mujhe yahan se, wahan se
milegi masti har kahin
hmm suljhaane de in uljhanon ko
saari shaitaani aajma le
meri adaa mein tu naha le
ab to mujhe apna bana, haye!
yun hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
haye tu kya jaane main hoon kya
meri khaatir aahein bharein sabhi
main hoon jawaan, hoon hasin
khushiyan dungi tujhko nai nai
haye tu kya jaane main hoon kya
meri khaatir aahein bharein sabhi
main hoon jawaan, hoon hasin
khushiyan dungi tujhko nai nai
suljhaane de in uljhanon ko
saari shaitaani aajma le
meri adaa mein tu naha le
ab to mujhe apna bana, haye!
yun hai hamare darmiyan
uljhi saason ki garmiyan
Yun Hai is a popular hindi song performed by Neeti Mohan. The song belongs to Yaara Silly Silly and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yun Hai is sung by neeti mohan.
Yun Hai belongs to the album Yaara Silly Silly.
Yun Hai is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yun Hai online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by neeti mohan and discover related songs on ASOM Lyrics.