| Singer | Asha Bhosle & Amit Kumar |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Jigarwala |
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jaiga tumhare bina
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jaiga tumhare bina
tumhare bina tumhare bina
kitna haseen savan hai ye
hum dono ki mulakat ka
kitna haseen sawan hai ye
hum dono ki mulakat ka
pagal bana dega hume
ye pyara mausam barsat ka
aankho se dil mein sama kar
dhadkan me chhup jao na na na na
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jaiga tumhare bina
tumhare bina tumhare bina
kya pyar hai kya ye nasha
ye sab tumi ne sikhaya mujhe
kya pyar hai kya ye nasha
ye sab tumi ne sikhaya mujhe
rahne bhi do iljam ye
deewana tumi ne banaya mujhe
phle to mujhko sata ke
ab yu mukar jao na na na na
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jaiga tumhare bina
tumhare bina tumhare bina
lagta hai yun barso ke bad
meri duao mein aaya asar
lagta hai yun barso ke bad
meri duao mein aaya asar
chup bhi raho kuchh na kaho
kahi lag na jaye kisi ki najar
meri hai har sans teri
tum bhiu kasanm khao na na na na
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jaiga tumhare bina.
Aisa Lagta Tha is a popular hindi song performed by Asha Bhosle & Amit Kumar. The song belongs to Jigarwala and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Aisa Lagta Tha is sung by asha bhosle & amit kumar.
Aisa Lagta Tha belongs to the album Jigarwala.
Aisa Lagta Tha is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Aisa Lagta Tha online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by asha bhosle & amit kumar and discover related songs on ASOM Lyrics.