| Language | Bollywood |
rajj rajj ke bahein
rag rag se bahein
ab rooth gaye ji naina
o… naino mein sapna jal gaya…. haan mera
jo rooh kaari kar gaya… woh gehra
daag na chhoote mahiya re tera
daag na chhute mahiya….
naino mein sapna jal gaya…. haan mera
daag laga ji so laga… yeh maila
daag na chhute mahiya…. re tera
daag naa chhoote mahiya….
unn galiyon ki chaubaaron ki
uss mitti ki woh yaadein aayein
yaadein
unn galiyon ki chaubaron ki
uss mitti ki woh yaadein
aksar aankhein kar jaati hain
unn tasveeron se baatein
yaadon ki inn lehron ko
chaahun mill jaaye thikana
yeh kaagaz wali kashtiyan
chaahun main paar lagana
par dil darta hai phir se kahin
saawan aaye na
daag na chhoote mahiya
ve tera daag na chhute mahiya
naino mein sapna jal gaya.. haa mera
jo rooh kaari kar gaya.. woh gehra..
daag na chhute mahiya.. ve tera..
daag na chhute mahiya o…
Daag is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Daag is sung by the artist.
Album information for Daag is currently unavailable.
Daag is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Daag online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.