| Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
| Genre | Dance |
| Language | Hindi |
| Album | Shapath |
balle balle balle balle balle..
o balle balle balle balle balle..
balle balle balle balle balle..
o balle balle balle balle balle..
hai bada anadi rabba
isko samjhana
hai bada anadi rabba
hai bada anadi rabba
isko samjhana
ishq mein hai dooba koi
isko bachana
meri jawaani ka nishana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
haan munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
hosh mein kho gaya hain
ab hosh mein na laana
aa meri diljaani mujhse
aankh toh milana
teri jawaani ka nishana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
ho munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
hoye hoye hoye hoye hoye..
hoye hoye hoye hoye hoye..
jahaan jahaan jaati hoon main
wahaan wahaan aata hain
sapne sajata mere
nakhre uthata hain
yeh toh paagal ho gaya hain
yeh toh paagal ho gaya hain
raaton ko jagata hain
kaise main bataun main
kaise kaise ye satata hain
mushkil se toh samjhana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
haan munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
ho munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
balle balle balle balle balle..
o balle balle balle balle balle..
balle balle balle balle balle..
o balle balle balle balle balle..
chhune de chhune de
tere gore gore gaalon ko
aa jaa main sanwaroon
tere kaale kaale baalon ko
mera dil toh kho gaya hain
mera dil toh kho gaya hain
tere hi khayaalon mein
aayi hain pyar ki bahar gayi saalo me
shamma ko dekho parwana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
ho munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
hai bada anadi rabba
isko samjhana
ishq mein hai dooba koi
isko bachana
ho meri jawaani ka nishana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
haan munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
haan munda gora rang dekh ke
deewana ho gaya
balle balle balle balle balle..
hoye hoye hoye hoye hoye..
o balle balle balle balle balle..
hoye hoye hoye hoye hoye..
balle balle balle balle balle..
hoye hoye hoye hoye hoye..
o balle balle balle balle balle..
Hai Bada Anari Rabba is a popular hindi song performed by Udit Narayan & Alka Yagnik. The song belongs to Shapath and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Hai Bada Anari Rabba is sung by udit narayan & alka yagnik.
Hai Bada Anari Rabba belongs to the album Shapath.
Hai Bada Anari Rabba is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Hai Bada Anari Rabba online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by udit narayan & alka yagnik and discover related songs on ASOM Lyrics.