| Singer | Shweta Pandit |
| Genre | Item Song |
| Language | Hindi |
| Album | Zanjeer |
kaatilana raat hai
raat mein kuch baat hai
bahke se jazbaat hain
kaatilana
dafn dil mein raaz hain
khwaahishon pe naaz hai
kya hansee haalat hain
paas aa seene laga
khud ko de loon saza
zindagi mein.. zindagi ka
le maza.. le le le maza (repeat once)
paas aa seene laga
khud ko de na saza
hmm zindagi mein zindagi ka
le maza.. le le maza
zindagi mein zindagi ka
le maza.. le le maza
haan mujhpe na koi tohmat laga
jaane kab de de niyat daga
mujhpe na koi tohmat laga
jaane kab de de niyat daga
pyaasa hai ahsaas dekho na dil ka mera
haan haan haan haan haan
tu abr ban ke baras ja na mujh pe zara
haan haan..
jal raha hai badan husn mein doob ja
hey zindagi mein zindagi ka
le maza le le le maza
zindagi mein zindagi ka
le maza le le ley maza
makhmali si raat ki..
subah kabhi aaye na
saaye se lipti rahe
nindein bikhar jaayein naa (repeat once)
saanson mein saanso mili jab to chain aaye na
haan haan haan haan haan
naaz jeene ka pal mein badal jaye na
haan haan haan haan haan
chhoo bhi le lab mere zidd na kar bewajah
hmm zindagi mein zindagi ka
le maza.. le le le maza
zindagi mein zindagi ka
le maza.. le le le maza
Kaatilana is a popular hindi song performed by Shweta Pandit. The song belongs to Zanjeer and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kaatilana is sung by shweta pandit.
Kaatilana belongs to the album Zanjeer.
Kaatilana is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kaatilana online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shweta pandit and discover related songs on ASOM Lyrics.