| Singer | Anuradha Paudwal |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Radha Ka Sangam |
kaanha kaanha kaanha
tu hain sab ka maana
kaanha kaanha kaanha
tu hain sab ka maana
teri raadha tujhe pukaare
mere ghar bhi aana
kaanha kaanha kaanha
tu hain sab ka maana
teri raadha tujhe pukaare
mere ghar bhi aana
kaanha kaanha aana
kaanha kaanha aana
tu hain baadal main hoon bijuriya
laagi tose mori nazariya
tu hain baadal main hoon bijuriya
laagi tose mori nazariya
teri raadha tujhe pukaare
prem sudha barsaana
kaanha kaanha kaanha
tu hain sab ka maana
teri raadha tujhe pukaare
mere ghar bhi aana
aana aana aana
kaanha kaanha aana
ang lagaake saawari kar de
aa mujhako tu baawari kar de
ang lagaake saawari kar de
aa mujhako tu baawari kar de
teri raadha tujhe pukaare
mujhako na tarsaana
kaanha kaanha kaanha
tu hain sab ka maana
teri raadha tujhe pukaare.
Kanha Kanha Kanha is a popular hindi song performed by Anuradha Paudwal. The song belongs to Radha Ka Sangam and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kanha Kanha Kanha is sung by anuradha paudwal.
Kanha Kanha Kanha belongs to the album Radha Ka Sangam.
Kanha Kanha Kanha is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kanha Kanha Kanha online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by anuradha paudwal and discover related songs on ASOM Lyrics.