| Singer | Rahul Dev Burman & Lata Mangeshkar |
| Genre | Classical |
| Language | Hindi |
| Album | Libaas |
kya bura hain kya bhala
ho sake to jala dil jala
kya bura hain kya bhala
ho sake to jala dil jala
kya bura hain kya bhala
kya bura hain kya bhala
ho sake to jala dil jala
kya bura hain kya bhala
muskurana sahte jana
chahne ki rashm hain
muskurana sahte jana
chahne ki rashm hain
na lahu na koi aansu
ishq aisa zakhm hain
muskurake zakhm kha le
na shikayat koi na gila
kya bura hain kya bhala
ho sake to jala dil jala
kya bura hain kya bhala
sara din gajle pirona
raat bhar aawaragi
sara din gajle pirona
raat bhar aawaragi
phat gaya daman to kya hain
sada dil hain sadgi
na dilasa chaha dil ne
na wafadar ka silsila
kya bura hain kya bhala
ho sake to jala dil jala
kya bura hain kya bhala.
Kya Bura Hai, Kya Bhala is a popular hindi song performed by Rahul Dev Burman & Lata Mangeshkar. The song belongs to Libaas and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Kya Bura Hai, Kya Bhala is sung by rahul dev burman & lata mangeshkar.
Kya Bura Hai, Kya Bhala belongs to the album Libaas.
Kya Bura Hai, Kya Bhala is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Kya Bura Hai, Kya Bhala online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by rahul dev burman & lata mangeshkar and discover related songs on ASOM Lyrics.