| Language | Bollywood |
mere mathe pe silwate jo hai
aake enhe mita do na
aansu mere bhatakte firte hai
aake inhe panaah do na
kuch kami si hai
kuch nami si hai
aansuo se bhara hu main
band teri aankhein jab se hai
saans roke khada hu main
saans roke khada hu main
zakham ko tere bharu
main kisi tarah
dard mein marham banu
main kisi tarah
jin diwaro ko saath mein
mere milke tune sajaya tha
un diwaro rang hi nahi
jo kabhi tera saya tha
mere aangan mein ek hansi teri
jab kabhi bhi khankti thi
gam sabhi door hote the
mere saari khushiya mehakti thi
saari khushiya mehakti thi
saath mein hardum rahu
main kisi tarah
dard mein marham banu
main kisi tarah
Marham Lyrics – Sp Chauhan | Sonu Nigam is a popular bollywood song Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Marham Lyrics – Sp Chauhan | Sonu Nigam is sung by the artist.
Album information for Marham Lyrics – Sp Chauhan | Sonu Nigam is currently unavailable.
Marham Lyrics – Sp Chauhan | Sonu Nigam is a bollywood song.
Yes, you can read the complete lyrics of Marham Lyrics – Sp Chauhan | Sonu Nigam online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by the artist and discover related songs on ASOM Lyrics.