| Singer | Shabab Sabri & Tanvir Hussain |
| Genre | Qawwali |
| Language | Hindi |
| Album | Daddy |
eid ke roz dushman bhi
gale lag jaate hain
dushmani kitni bhi
sab eid pe bhool jaate hai
mubarak eid mubarak
hai jashn -e- eid mubark
mubarak eid mubark
hai sabko eid mubaarak
hai jashan waala din yeh
hai jashan waali raat(x2)
yaaro ki ho rahi hai
yaaro se mulakat
mubaarak eid mubaarak
hai jashn -e- eid mubaarak
mubarak eid mubaarak
hai sabko eid mubaarak
rahmat – e – bazam main hai jalwa numa
aaj maujood hain mehfil main khuda
aaj maujood hain mehfil main khuda
har taraf raunaquein hain rahmat hai
jaane kiski hui maqbool dua
raho khamosh par lekin zamaane ko sunaayi do
todo nafrat ki zanjire mohabbat ko rihaaye do
jaha bhi jo mile usko gale milkar badhaayi do
mubarak eid mubaarak
hai jashn -e – eid mubaarak
mubarak eid mubaarak
hai sabko eid mubaarak (x2)
Qawwali is a popular hindi song performed by Shabab Sabri & Tanvir Hussain. The song belongs to Daddy and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Qawwali is sung by shabab sabri & tanvir hussain.
Qawwali belongs to the album Daddy.
Qawwali is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Qawwali online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by shabab sabri & tanvir hussain and discover related songs on ASOM Lyrics.