| Singer | Alka Yagnik & Kumar Sanu |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Chehraa |
sach much main to deewana ho gaya
jaane kahan yeh dil kho gaya
sach much main to deewana ho gaya
jaane kahan yeh dil kho gaya
aankhon aankhon ek hi chehraa
dhadkan dhadkan ek hi naam
tere siva ab is duniya mein
aur nahin koi mujhko kaam
sach much main to deewani ho gayi
apni shuru kahaani ho gayi
sach much main to deewani ho gayi
apni shuru kahaani ho gayi
hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
dhadkan dhadkan ek hi naam
tere siva ab is duniya mein
aur nahin koi mujhko kaam
sach much main to deewana ho gaya
aur kisi pe nazar na thehri
dekha hai tujhko jab se
haan teri mohabbat mil gayi mujhko
aur main kya mangoon rab se
ho, bhool gaye hum dono jahan ko
ishq mein aise choor hue
kho gaye hum to ab yaadon mein
is duniya se door hue
sach much main to deewana ho gaya
jaane kahan yeh dil kho gaya
hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
dhadkan dhadkan ek hi naam
tere siva ab is duniya mein
aur nahin koi mujhko kaam
sach much main to deewana ho gaya
is dharti se, us ambar tak
chehraa tera leheraaye
shonkh bahaaron ka yeh mausam
teri hi khushboo laaye
hey, dil paagal hai, baat na maane
kaise isko samjhaaoon
kaisa mera haal hai yaara
kaise tujhko batlaaoon
sach much main to deewani ho gayi
apni shuru kahaani ho gayi
hai hai hai, aankhon aankhon ek hi chehraa
dhadkan dhadkan ek hi naam
tere siva ab is duniya mein
aur nahin koi mujhko kaam
aankhon aankhon ek hi chehraa
dhadkan dhadkan ek hi naam
tere siva ab is duniya mein
aur nahin koi mujhko kaam
sach much main to deewani ho gayi
sach much main to deewana ho gaya.
Sach Much Mein To is a popular hindi song performed by Alka Yagnik & Kumar Sanu. The song belongs to Chehraa and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sach Much Mein To is sung by alka yagnik & kumar sanu.
Sach Much Mein To belongs to the album Chehraa.
Sach Much Mein To is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sach Much Mein To online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by alka yagnik & kumar sanu and discover related songs on ASOM Lyrics.