| Singer | Kumar Sanu & Sadhana Sargam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Saajan Ka Ghar |
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
saawan aaya baadal chhaaye
bulbul chehaki phool khile
aanewaale sab aaye hain
aanewaale sab aaye hain
lekin tum kab aayoge
lekin tum kab aayoge
saawan aaya baadal chhaaye
bulbul chehaki phool khile
aanewaale sab aaye hain
aanewaale sab aaye hain
lekin tum kab aayoge
lekin tum kab aayoge
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
o mere dhol sajana
main tumse pyaar karu
o mere dhol sajana
main tumse pyaar karu
din raat tumhaara intjaar karu
dard bichaadane kaa bedardi
abb toh saha naa jaaye
dur tumhaari nazaro se
ek pal bhi raha naa jaaye
abb toh aa ja sajana kare
kyon mujhe bekaraar
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
o meri jindmeriye main dil haar gaya
o meri jindmeriye main dil haar gaya
ghar me jo tumhaare pehali baar gaya
juldi aaunga main le ke doli aur baaraat
banake dulhan le jaaunga
tumako apane saath
saajan ke ghar aane kaa
tum kae lena intjaar
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
saawan aaya baadal chhaaye,
bulbul chehaki phool khile
aanewaale sab aaye hain
aanewaale sab aaye hain
lekin tum kab aayoge
lekin tum kab aayoge
lekin tum kab aayoge
lekin tum kab aayoge.
Sawan Aaya Badal Gaye is a popular hindi song performed by Kumar Sanu & Sadhana Sargam. The song belongs to Saajan Ka Ghar and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Sawan Aaya Badal Gaye is sung by kumar sanu & sadhana sargam.
Sawan Aaya Badal Gaye belongs to the album Saajan Ka Ghar.
Sawan Aaya Badal Gaye is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Sawan Aaya Badal Gaye online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by kumar sanu & sadhana sargam and discover related songs on ASOM Lyrics.