| Singer | Lata Mangeshkar & Udit Narayan |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | Veer-zaara |
lehraati huwi raahein
khole huwe hain baanhein
ye ham aa gaye hain kaha
palkon pe gehre halke hai
reshmi dhundhalke ke
ye ham aa gaye hain kaha
aa… ye ham aa gaye hain kaha
woh dekho zara
parbaton pe ghataayein
hamaari daastaan
holle se sunaaye
suno toh zara ye
phoolon ki waadi
hamaari hi koyi
kahai hai sunaati
sapnon ke is nagar mein
yaadon ki rehguzar mein
ye ham aa gaye hain kaha
haan.. ye ham aa gaye hain kaha
jo raahon mein hai
rut ne sona bikhera
sunehra huwa
tera mera savera
zameen so gayi barf
ki chaadaron mein
bas ek aag si jalti
hai do dilon mein
hawaayein sansanaayein
badan kaanp jaayein
ye ham aa gaye hain kaha
haan ye ham aa gaye hain kaha
ye barsaat bhi kab
thamein kaun jaane
tumhein mil gaye
pyaar ke sau bahaane
sitaaron ki hai
jaise baaraat aayi
hamaare liye raat
yun dagmagaayi
sapne bhi jhilmilaayein
dil mein diye jalaayein
ye ham aa gaye hain kaha
haan ye ham aa gaye hain kaha
haan ye ham aa gaye hain kaha.
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan is a popular hindi song performed by Lata Mangeshkar & Udit Narayan. The song belongs to Veer-zaara and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan is sung by lata mangeshkar & udit narayan.
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan belongs to the album Veer-zaara.
Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahan online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by lata mangeshkar & udit narayan and discover related songs on ASOM Lyrics.