| Singer | Lata Mangeshkar & S. P. Balasubrahmanyam |
| Genre | Love |
| Language | Hindi |
| Album | I Love You |
dil kho gaya kya ho gaya
yeh naam hain kya tu mujhe bata
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hai yeh raaz dilruba
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hai yeh raaz dilruba
are dil kho gaya kya ho gaya
yeh naam hai kya tu mujhe bata
yeh phool nahin jaane jaa
isko mera dil mano
main tumko jo na samjhi
meri nadani jano
ye phool nahin jaane jaa
isko mera dil mano
main tumko jo na samjhi
meri nadani jano
are jo ho gaya so ho gaya
yeh love hain kya tu mujhe bata
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hai yeh raaz dilruba
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hai yeh raaz dilruba
are dil kho gaya kya ho gaya
yeh naam hain kya tu mujhe bata
pehchan purani ho to
bas ek nazar kafi hain
yeh dil ne jaan liya tha
tuhi mera saki hain
pehchan purani ho to
bas ek nazar kafi hain
yeh dil ne jaan liya tha
tuhi mera saki hain
jo ho gaya so ho gaya
yeh love hain kya tu mujhe bata
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hain yeh raaz dilruba
dil hi dil mein samjha jaaye
lab se jo na bola jaaye
aisa hai yeh raaz dilruba
are dil kho gaya kya ho gaya
yeh love hai kya tu mujhe bata.
Dil Kho Gaya is a popular hindi song performed by Lata Mangeshkar & S. P. Balasubrahmanyam. The song belongs to I Love You and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Dil Kho Gaya is sung by lata mangeshkar & s. p. balasubrahmanyam.
Dil Kho Gaya belongs to the album I Love You.
Dil Kho Gaya is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Dil Kho Gaya online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by lata mangeshkar & s. p. balasubrahmanyam and discover related songs on ASOM Lyrics.