| Singer | Sonu Nigam & Shreya Ghoshal |
| Genre | Romantic |
| Language | Hindi |
| Album | Bloody Isshq |
nananana..
baadalon ki hai saazish
lamhon kee hai sifaarish
aaj mil ke mita de fasala..
baadalon ki hai saazish
lamhon kee hai sifaarish
aaj mil ke mita de fasala..
nananana..
dhakano kee hai khawish
dil mai karle rihaish
aaj mil ke mita de fasala..
nananana.. o..
aankhon se main apni
tera chehra baandh loon
tere pass hi main
ab aake saans loon
ho ankhon se main apni
tera chehra baandh loon
tere pass hi main
ab aake saans loon
mere saaye se lipat ja
chahe bahon main simat ja
ab mujh mai jo bhi hai wo hai tera..
mausam ka nasha hai
jo hum pe chha raha hai
dil ko chedti hai
jo bheegi si hawa hai
mausam ka nasha hai
jo hum pe chha raha hai
dil ko chedti hai
jo bheegi si hawa hai
mere jismo jaan se gujar jaa
kaho waqt se tu tehar jaa
par naa ruke pyaar ka ye silsila..
nananana..
baadalon ki hai saazish
lamhon kee hai sifaarish
aaj mil ke mita de fasala..
nananana..
Badlon Ki Hai Saazish is a popular hindi song performed by Sonu Nigam & Shreya Ghoshal. The song belongs to Bloody Isshq and has gained popularity among music lovers. Read the complete lyrics above and explore similar songs below.
Badlon Ki Hai Saazish is sung by sonu nigam & shreya ghoshal.
Badlon Ki Hai Saazish belongs to the album Bloody Isshq.
Badlon Ki Hai Saazish is a hindi song.
Yes, you can read the complete lyrics of Badlon Ki Hai Saazish online on ASOM Lyrics.
You can browse more lyrics by sonu nigam & shreya ghoshal and discover related songs on ASOM Lyrics.